Brahmastra: Part One – Shiva
Artist: Arijit Singh
Movie: Brahmastra: Part One - Shiva
Released: 2022
Genre: Indian Film Pop
KESARIYA SONG
Mujhko Itna Bataaye Koi
Kaise Tujhse Dil Na Lagaaye Koi
Rabba Ne Tujhko Banaane Mein
Kar Di Hai Husan Ki Khaali Tijoriya
Kajal Ki Siyaahi Se Likhi
Hai Tune Jaane Kitno Ki Love Storiyan
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main Haath Lagaaun
Din Beete Saara Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaaun
Patjhad Ke Mausam Mein Bhi
Rangeen Chanaaro Jaisi
Jhanke Sannato Mein Tu
Veena Ke Taaron Jaisi
Hmm Sadiyo Se Bhi Lambi Ye
Mann Ki Amawasein Hai
Aur Tu Phuljhadiyon Wale Tayohaaro Jaisi
Chanda Bhi Deewana Hai Tera
Jalti Hai Tujhse Saari Chakoriyan
Kajal Ki Siyaahi Ke Likhi
Hai Tune Jaane Kitno Ki Love Storiyan
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main Haath Lagaaun
Din Beete Saara Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaaun
Kesariya tera ishq hai piya
Ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya
Ishq hai piya
Kesariya..
#kesariya #arijitsingh #bramastra #lyrics #ranbirkapoor #aliabhat #kesariyasong #romanticsong #2022song #brahmastra #shiva
Comments
Post a Comment