Slow Motion Song Lyrics - Shreya Ghoshal, Nakash Aziz Bharat

Movie:- BHARAT

Artist:- Shreya Ghoshal, Nakash Aziz

Released:- 5 June 2019



SLOW MOTION LYRICS



Aaj Ki Shaam Lage

Picture Ka Scene Koyi

Picture Ka Scene Koyi


Main Hero Jaisa

Aur Tu Heroine Koyi

Tu Heroine Koyi


Story Kahan Kahan Se

Oh Ghoom Gham Ke

Aa Gayi Motion Mein


Aaja Doob Jaun Teri Aankho Ke

Oshan Mein Slow Motion Mein

Aaja Doob Jaun Teri Aankho Ke

Oshan Mein Slow Motion Mein


Aaj Ki Shaam Lage

Picture Ka Scene Koyi

Picture Ka Scene Koyi


Haan Main Rangeen Lagu

Tu Bhi Shaukeen Koyi

Tu Bhi Shaukeen Koyi


Poori Pyaar Ki Hai Aaj Mood Mein

Aur Apni Hi Emotion Mein


Aaja Doob Jaun Teri Aankho Ke

Oshan Mein Slow Motion Mein

Aaja Doob Jaun Teri Aankho Ke

Oshan Mein Slow Motion Mein


Ring Leke Bade Wali Ek Din

Tujhe Maine Kar Lena Hai Win

Ring Leke Bade Wali Ek Din

Tujhe Maine Kar Lena Hai Win


Fir Shaadi Hogi Babies Honge

Badlenge Ham Napkin

Ab Ho Jaane Do Ji Meeting

Phir Hogi Humari Setting

Phir Mummy Papa Ko Bolenge

Karo Humari Wedding

Hoga Hill Pe Honeymoon

Delay Iss Main Nahi Soon

Din Thode Bache Hai

Relationship Ke Promotion Mein

Haan Aja Aja Aja


Aaja Doob Jaun Teri Aankho Ke

Oshan Mein Slow Motion Mein

Aaja Doob Jaun Teri Aankho Ke

Oshan Mein Slow Motion Mein


Slow Motion Mein

Slow Motion Mein


Pyar Ho To Aata Maza

Nahi Shoshan Mein

Hey Slow Motion Mein


Haye Aaja Doob Jaun Teri Aankho Ke

Slow Motion Mein

Slow Motion Mein





Comments