Kabhi Kabhi Aditi Song Lyrics - Jaane Tu Ya Jaane Na - Rashid Ali

 Jaane Tu Ya Jaane Na


Artist: Rashid Ali 

Movie: Jaane Tu Ya Jaane Na

Released: 2008

Genre: Indian Film Pop


Kabhi Kabhi Aditi Lyrics




Kabhi Kabhi aditi Zindagi

Mein yuhi koi apna lagta hai

Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye to

Ek sapna lagta hai

Aise mein koi kaise apnne 

Aasun ko behene se roke

Aur kaise koi soch de

Everything's gona be ok


Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi na khushi aur na maza

Kabhi kabhi to lage har din muskhil aur har pal ek saza

Aise mein koi kaise muskuraye 

Kaise hasde kush ho ke

Aur kaise koi soch de

Everything gona be ok


Soch zara janejaa tujhko hum kitna chahte hai

Roote hai hum bhi agar teri aakhon mein aasun aate hain

Gana to aata nahi hai magar phir bhi hum gaate hain

Hey aditi maan kabhi ,kabhi sare jahan mein andhera hota hai

Lekin raat ke baad hi to savera hota

Kabhi Kabhi aditi Zindagi

Mein yuhi koi apna lagta hai

Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye to

Ek sapna lagta hai


Hey aditi hasde hasde hasde hasde hasde tu zara

Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura


Tu Kush Hai to lage ki jahan mein chai hai kushi

Suraj nikle badlon se aur baate zindagi

Sunto zara madhosh hawa tujhse kehne lagi

Ki Aditi woh ko bichadte hain ek na ek din phir mil jate hain

Aditi jane tu ya jaane na phool phir khil jate hain

Kabhi Kabhi aditi Zindagi

Mein yuhi koi apna lagta hai

Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye to

Ek sapna lagta hai


Hey aditi hasde hasde hasde hasde hasde tu zara

Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura

Hey aditi hasde hasde hasde hasde hasde tu zara

Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura





Comments